Showing posts with label My Dard SMS Collections. Show all posts
Showing posts with label My Dard SMS Collections. Show all posts

Dec 2, 2008

My Dard SMS

Zindigi bahut kuch sikhati hai,kabhi hasati hai kabhi rulati hain,apne se jyada kisi per bharosa mat karna dost,andhere mein to parchayi bhi saath chod jaati hai

जिंदिगी बहुत कुछ सिखाती है,कभी हसती है कभी रुलाती हैं,अपने से ज्यादा किसी पर भरोसा मत करना दोस्त,अँधेरे में तो परछाई भी साथ छोड़ जाती है

____________ _________
Tanhaiyon mein katti hamari raatein hain,Na jaane unki yeh yaadein kyon aati hain,Humne apne dil se chaha hai unhe,Shayad yahi wajah hai ki hum pasand na aaye unhe.
____________ ____

Unhone dekha aur aansu gir pade,Bhari Barsaat mein jaise phool bikhar pade,Dukh yeh nahi ki unhone hume alvida kaha,dukh to yeh hain ki uske baad woh khud ro pade

____________ ____

Suna hai wo jate hue kah gaye ke ab
to hum sirf tumhare khwabo me aayenge,koi kah de unse ki wo wada to kare,hum umar bhar ke liye so jayenge

____________ ____

Najre jhukha ke kisi se IJHAR na karna,Najre utha ke kisi se INKAR na karnaKhud to tadpte ho kisi ki yad me rat rat bhar Aur hamse kahte ho kisi se pyar na karna....

____________ ____

Majbori Hamari Wo Jaan Na Sakai..Armano Ko Hamare Wo MAn Na Sakai......Wo Kehte Hai Hammai Mar Kar Bhi Chahenge....Zinda Jo Hame Pehchan Na Sakai....!

____________ ____

Sabhi ko kuch nahi milta,Nadi ki her lehar ko sahil nahi milta,yeh dil walon ki duniya hai dost ,Kisi ko dil nahi milta to koi dil se nahi milta

____________ ____

Naa Sar Jhukao Pathar Ke AageyKe Woh Devta Hojaye...Naa Karo Kisi Se Itni Mohabbat Ke Woh Bewafa Hojaye...

____________ ____

Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte NahiHota Nahi Humse Ishq BayaanUnhe Kaise Bataoon Dil Ki LagiKaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan
____________ ____
Ishq Wale ankhon ki baat samajh lete hai.Sapnoo me miljayen tu mulaqat samajh letai hai. Rootha tu asmaan be hai pyaar ke liya.Magar Zameen wala usko barsat samjh latai hai.......

____________ ____

Jakham Jab Mere Seene ke Bhar Jayenge,Aansu bhi Moti Bankr Bikhar Jayenge.Ye Matt Puchna Kis-Kis ne Dhokha Diya,Varna Kuch Apno ke bhi Chehre Utar Jayenge. ____________ ____

Gila aap se nahi koi,Gila hum apni majbooriyon se karte hain.Aap aaj hamare karib naa sahi.....Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain.

____________ ____

JANE KYA MUZHSE ZAMANA CHAHTA HAI..MERA DIL TODKAR MUZHE HANSANA CHAHTA HAI..JANE KYA BAAT CHALAKTI HAI MERE CHEHRE SE...JO HAR SHAKS MUZHE AAZMAAANA CHAHTA HAI!!!!!

____________ ____

Kab Se Tere Intezaar Main..., Dil Lagaaye Tere Dedaar Ko Beithe Hai...;Teri koyal se aawz kanon me pade ye...,Tamanna Lagaaye Hum Bhi Bheithey Hai..!!!

____________ ____

DIL JEET LE WO JIGAR HAM BHE RAKHTEY HAIN.QATAL KARDEY WO NAZAR HAM BHE RAKHTEY HAIN.AAP SE WADA HEY HAMESHA MUSKURANEY KA.WERNA AANKHON MEIN SAMANDAR HAM BHE RAKHTE HAIN.

____________ ____

tumne Chaha Nahin Halat Badal Sakte The, Tere Aansu Meri Aankho Se Nikal Sakte The, Tum To Thahre Zheel Ke Pani Ki Tarah, Dariya Me Milte To Bhi Bahut Dur Nikal Sakte The

____________ ____

nafrat thi to izhaar kyon kia.dena tha zaher to pyar kyon kia.de kar zaher kahtey ho peena he hoga.jab peegaye zaher to ab kahtey ho ab jeena he hoga.

____________ ____

Zaroori to nahin Jeene ke liye sahara ho Zaroori to nahin hum jinke hain vo hamara ho Kuch Kashtiyaan doob bhi jaati hain...Zaroori to nahin ke har Kashti ka koi kinara ho.... ____________ ____

mohabbat jab sukun e Zindagi barbad karti haito lab khamosh aur nazar fariyad karti hainigahe raho pe aise jam jati haiki duniya unko dekhkar hamko yaad karti hai..

____________ ____

Insano ke kandho mein insaan jaa rahe the....Kafno mein lipte kuch armaan jaa rahe the....jinhe mili bewafai mohabbat mein,wafa ki talaash mein woh samshaan jaa rahe the......
____________ ____


Ek pal main sadiyon ka maza hum se poocheyedo din ki zindagi ka maza hum se poocheyebhoole hain rafta rafta unhe muddaton me humkistoon main khudkushee ka maza hum se poocheye ____________ ____

Dil ttutta to ek awaz aayee..Cheer ke dekha to ek cheez nikal aayee..Socha kya hoga is khali dil me???jab paane dhokhar dekha to.......
AAPKI TASVEER NAZAR AAYEE !!!!!!!!!!!

____________ ____

Apni zindagi khud banaai jaati haiDoosaron ko ye kaam na doPyaar nibhane mein kami reh jaati haiLakeeron ko ilzaam na do

____________ ____

Chah kar to koi bewafa nahi hota hain,kuch to majboori hoti hain.Sirf kasoor to uska nahi hota,kuch to aapki ada ka bhi kasoor hota hain......

____________ ____

hum apni wafa ka yakin tumko dila na saketumse gaye door kya, fir paas aa na sakeIss kadar toot kar chaha tujhekey tere baad hum kisi aur ko chah na sake

____________ ____

Apni wafaa ka yakin tumko dilaa na sake,Uss pyaari si muskaan ko apna banaa na sake.Iss kadar toot gaye tuze chaahate chaahate,Ke hum un toote hue tukdon ko firr milaa na sake.

Dard bhara Hindi SMS


Dilon se khelne ka hunar hume nahi aataIsiliye ishq ki baazi hum haar gayeMeri zindagi se shayad unhe bahut pyar thaIsiliye mujhe zinda hi maar gaye....
------------ --------- --------
Zindagi mein ek haseen galti kar baitheHum nadani mein pyar kar baitheDil ko apne khud thokar maar baitheEk bewafaa se murhum ki umeed kar baithe

------------ --------- --------

Sari umar ankho me ek sapna yaad raha,Sadiyan beet gayi jisme wo lamha yaad raha,Na jane kya baat thi unme,Sari mehfil bhul gaye bus wo hi ek chahra yaad raha...
------------ --------- --------

Koi kuch bhi na kahay to pata kya haiIs bechain khamoshi ki wajah kya haiUnhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai.......

------------ --------- -

Kabhi kabhi ye dil jaroor rota hai,jab koi apna mil kar nazron se door hota hai.kyun roti hai kambakht yeh ankhe,kyun ki dil se jayada inka hi kasoor hota hai...

------------ --------- -

Wada kar ke jo mukar jate hainWoh log sab se jyada kareeb hote hainWaqt to chalta hai chal ke badalta haiPar ye log waqt se pehle hi badal jate hain..
------------ --------- -

Khaali shishe bhi nishaan rakhte hain,Tute hue dil bhi armaan rakhte hai... Jo khaamoshi se guzar jaaye, Woh dariyaa bhi dil me toofan rakhte hai...

------------ --------- -

woh hume bulne ki baat karte hai zara unse pucho who hume kab yaad karte hai Jo karte the kabhi humse bahot mohabbat Aaj akele rehne ki baat karte hai-Hassan

------------ --------- -

Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota, Har dil mohabbat ke kabil nahi hota, Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me, Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…

------------ --------- -

Waqat badalta hai zindagi ke sathzindagi badalti hai mohabbat ke sathMuhabbat nahi badalta apno ke sathBus apne badal jate hain waqat ke sath....

------------ --------- -
Jab bhi yaad aati hai muskura lete haikuch palo ke liye har gam bhula dete haikaise bhig sakti hai palke aap keaap ke hisse ke aansu to hum baha lete hai-hassan

------------ --------- -
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..

------------ --------- -
Kuchh log aise hote hain jo pal bhar me paraya kar jatey hainManzil ko dekhtey hi ek pal me rasta badal jatey hainJate jate dil se woh kuchh is kadar khel ke jatey hain Jiski aag me hum umra bhar baas jaltey hi reh jatey hain..

------------ --------- -
Zindagi se wafa hamne bhi ki hain bahot par Gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi,Ek tujhko pakar bahut khush tha main ,Par sath tera manzil tak mila bhi to nahi-Hassan Ali

------------ --------- -

"Kafan se mat dhako mere is chehre ko, mujhe aadat hai muskuraane ki ... Mat Dafnaao muzhe Kabarr me, Mujhe ab bhi umeed hai kisi ke aane ki "

------------ --------- -
Ek khoobsoorat dhokha hai ishq yaaro,Hai har mohobbat ek jhoot yaaro,Jitni khoobsoorat ho sajan utni gehri hai wo bewafaai yaaro, Na yakin ho, to mere mehboob ki tasveer hi dekhlo yaaro..."

------------ --------- -
Paas aakar yun hum tum dur kyon ho gayePal bhar mein hi khayal kyon tinko mein bikhar gayeTeri mauzudgi ka ehsaas ab tanhayee main hota haiJab aankon se teri yaad paani bankar nikalti hai
------------ --------- -
Mere Honton ke mehaktay hue naghmon par na ja,Mere seenay main kai aur bhi gam paltey hain,Mere chehray par dikhaway ka tabassum hai magar,Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain.
------------ --------- -

zindagi ek chahat ka silsila hai,koi milgaya to koi bichad gaya,jinhein maanga tha humne duaoon mein, wo kisi aur ko bin maange hi milgaya......
------------ --------- -
Unke chehre pe is kadar noor hai k unki yaad mein rona bhi manzoor hai bewafa bhi nahin keh sakte unko pyaar to humne kiya, wo to bekasoor hai-Hassan
------------ --------- -
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aya, khali hi sahi hathon me jaam to aaya main hoon bewafa sabko bataya usne, yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya
------------ --------- -
Hale dil apna unhe sunate hainAur Vo muskurakar dil jalate hainKal tak jo kehte thi ki hum phool khilayengeAaj apne haaton se chaman jalate hain
------------ --------- -
Din bhar soch mein doobon raaton ko chain nahinKaise keh doon dil mein ab koi nahinDoor tu hai par mohabbat tere liye kam nahin Duniya kya samjhe bewafaa tu hai hum nahin
------------ --------- -
Chaand se puchho ya mere dil se,Tanha kaise raat bitayee jaati hai...Ghaat-ghaat par phirne wale kya jaane,Shabnam se bhi pyaas bujhayee jaati hai.....
------------ --------- -
Dil ko adat si ho gayi hai chot khane kiBhingi palkon ke sang muskurane kiKash anjaam hum pehle se jaan jaateTo koshish na karte dil lagane ki
------------ --------- -
Woh mile humko kahani bankarDil mein rahe pyar ki nishani bankarHum jinhe jagah dete hai aankhon ke andarWoh aksar nikal jaate hai paani bankar
------------ --------- -
Khuda tumhe har dukh se door rakheteri palkon se har hanju door rakhehamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe

My Blog List